SEARCH RESULTS
Showing search results for "dar-e-adaalat-e-naaz"
Ghazal MATCHES FOR "dar-e-adaalat-e-naaz"
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hariim-e-naaz pe vo rang-o-nuur kii baarish
hariim-e-naaz me.n kyaa thaa ye phir kahaa.n dekhaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kabhii to saath ye aasiib-e-vaqt chho.Degaa
KHud apne saa.e ko bhii dekhnaa to Dar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
past rakkho apnii aavaazo.n ko varna duur tak
baat ghar kii raKHna-e-diivaar-o-dar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
niyaaz-o-naaz kaa ye silsila nahii.n jaataa
jafaa ko chhe.D ke shauq-e-vafaa nahii.n jaataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
allah-re bazm-e-naaz tirii naa-shanaasiyaa.n
jis ko kiyaa salaam vo begaana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kis kii chiiKHo.n se larazte hai.n dar-o-diivaar sab
kaun hai jo raat bhar rotaa hai tere shahr me.n
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
abhii mahal ke dar-o-baam naa-mukammal hai.n
ye kis ne KHvaab se aa kar jagaa diyaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mire hisse kaa sakuu.n baa.nT de insaano.n me.n
dard-e-sar saare zamaane kaa mire sar kar de