SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaa.egii"
Ghazal MATCHES FOR "farmaa.egii"
Ghazal
ye to maanaa dekh aa.e.n kuu-e-yaar
phir tamannaa aur kuchh farmaa.egii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
vo nazar jab bhii karam farmaa.egii
laaziman duniyaa hame.n apnaa.egii
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
zindagii tuu kab talak dar-dar phiraa.egii hame.n
TuuTaa-phuuTaa hii sahii ghar-baar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
fikr-e-'arab ko de ke fara.ngii taKHaiyyulaat
islaam ko hijaaz-o-yaman se nikaal do
Allama Iqbal
Ghazal
go is kii KHudaa.ii me.n mahaajan kaa bhii hai haath
duniyaa to samajhtii hai fara.ngii ko KHudaavand
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
rukaa jo kaam to diivaangii hii kaam aa.ii
na kaam aa.e to farzaangii ko kyaa kiije
Noon Meem Rashid
Ghazal
ye huuryaan-e-fara.ngii dil o nazar kaa hijaab
bahisht-e-maGrabiyaa.n jalva-haa-e-paa-ba-rikaab
Allama Iqbal
Ghazal
shaayad junuu.n hai maa.il-e-farzaangii miraa
mai.n vo nahii.n vo aalam-e-vahshat nahii.n rahaa
Noon Meem Rashid
Ghazal
kah chuke ham hame.n itnaa hii faqat kahnaa thaa
aap farmaa.iye kuchh aap bhii farmaa.e.nge
Ajmal Siraj
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mast rahte hai.n hamesha mai-faroshaan-e-jamaal
ham to maa.nge.nge ko.ii saaGar vo farmaa.e.nge kyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
Sahar Mahmood
Ghazal
naadim nahii.n huu.n daaG-e-faro-maa.egii pe mai.n
teraa bharam bhii merii jabii.n-saa.iyo.n se hai
Shakeb Jalali
Ghazal
tuu mujhe farzaangii kaa fan na sikhlaa ai KHirad
ain mumkin hai ki mujh saa ko.ii diivaana na ho
Rais Amrohvi
Ghazal
raqs karte karte ik din KHaak ho jaa.e.nge ham
ra.nj farmaa.egaa is darja junuu.n sochaa na thaa