SEARCH RESULTS
Showing search results for "insha e basheer ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "insha e basheer ebooks"
Ghazal
Anwar Sadiqui
Ghazal
ra.ng pairaahan kaa KHushbuu zulf lahraane kaa naam
mausam-e-gul hai tumhaare baam par aane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo apne ghar chalaa gayaa afsos mat karo
itnaa hii us kaa saath thaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
phir chaahe jitnii qaamat le kar aa jaanaa
pahle apnii zaat se tum baahar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ehsaas ke sharar ko hu.aa dene aa.uu.ngaa
mai.n shahr-e-jaa.n ko raakh banaa dene aa.uu.ngaa
Nasir Zaidi
Ghazal
ye ajab saa.at-e-ruKHsat hai ki Dar lagtaa hai
shahr kaa shahr mujhe raKHt-e-safar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
jaate ho to le jaa.o yaade.n bhii mire dil se
in sham.o.n kaa kyaa rishta uj.Dii hu.ii mahfil se
Bashir Badr
Ghazal
zarra bhii agar ra.ng-e-KHudaa.ii nahii.n detaa
andhaa hai tujhe kuchh bhii dikhaa.ii nahii.n detaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
dil de rahaa thaa jo use be-dil banaa diyaa
aasaan kaam aap ne mushkil banaa diyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
vo apne ghar chalaa gayaa afsos mat karo
itnaa hii us kaa saath thaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
baahar bhii ab andar jaisaa sannaaTaa hai
dariyaa ke us paar bhii gahraa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
sad-barg gah dikhaa.ii hai gah arGavaa.n basant
laa.ii hai ek taaza shaguufa yahaa.n basant
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sab zar-parast the sar-e-baazaar bik ga.e
vo qiimate.n ba.Dhii.n ki KHariidaar bik ga.e
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
diivaar-e-takalluf hai to mismaar karo naa
gar us se mohabbat hai to iz.haar karo naa
Aijaz Asad
Ghazal
KHush-fahmiyo.n ke khel kii ab kyaa sabiil hai
kaaGaz kii ek naav hai aur KHushk jhiil hai