SEARCH RESULTS
Showing search results for "ka.Diyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "ka.Diyaa.n"
Ghazal
vo ek shaKHs jo patthar uThaa ke dau.Daa thaa
zaruur KHvaab kii ka.Diyaa.n milaa rahaa hogaa
Aashufta Changezi
Ghazal
ik shikasta KHvaab kii ka.Diyaa.n milaane aa.e hai.n
der se bichh.De hu.e ahbaab aadhii raat ko
Shakeb Jalali
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
Tanveer Sipra
Ghazal
saarii ka.Diyaa.n to.D dii.n mai.n ne mohabbat ke sivaa
kaun to.Degaa ise ye jabr to andar kaa hai
Saleem Ahmed
Ghazal
Azhar Faragh
Ghazal
ka.Diyaa.n ka.Dii quyuud kii ba.Dhtii chalii ga.ii.n
hiile rah-e-najaat ke bante chale ga.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Jafar Baluch
Ghazal
TuuTii ka.Diyaa.n jo.Dne vaale aaKHir kab aa.e.nge
girhe.n kholne vaalii vo tahriire.n kab utre.ngii
Najmus Saqib
Ghazal
hamaare paa.nv kii zanjiir to banii ka.Diyaa.n
dilo.n ko jo.D de aisii ko.ii ka.Dii na milii
Jagjeewan Lal Asthana sahar
Ghazal
hujuum-e-girya-gaziida ko aur Gam na dikhaa
utaar ka.Diyaa.n pahan pairahan tamaasha kar
Misam Haidar
Ghazal
din raat ke parde me.n lamhaat kii ka.Diyaa.n hai.n
ye vaqt kaa aa.iina zanjiir hai suuraj kii