SEARCH RESULTS
Showing search results for "kulliyat e yagana yagana changezi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "kulliyat e yagana yagana changezi ebooks"
Ghazal
maut aa.ii aane diijiye parvaa na kiijiye
manzil hai KHatm sajda-e-shukraana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
dil lagaane kii jagah aalam-e-iijaad nahii.n
KHvaab aa.nkho.n ne bahut dekhe magar yaad nahii.n
Yagana Changezi
Ghazal
qayaamat hai shab-e-vaada kaa itnaa muKHtasar honaa
falak kaa shaam se dast-o-garebaan-e-sahar honaa
Yagana Changezi
Ghazal
agar apnii chashm-e-nam par mujhe iKHtiyaar hotaa
to bhalaa ye raaz-e-ulfat kabhii aashkaar hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
charaaG-e-ziist bujhaa dil se ik dhu.aa.n niklaa
lagaa ke aag mire ghar se mehmaa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
jab husn-e-be-misaal par itnaa Guruur thaa
aa.iina dekhnaa tumhe.n phir kyaa zaruur thaa
Yagana Changezi
Ghazal
hanuuz zindagii-e-talKH kaa maza na milaa
kamaal-e-sabr milaa sabr-aazmaa na milaa
Yagana Changezi
Ghazal
kaar-gaah-e-duniyaa kii nestii bhii hastii hai
ik taraf uja.Dtii hai ek samt bastii hai
Yagana Changezi
Ghazal
gar yaad me.n saaqii kii saaGar nazar aa jaa.e
paimaana-e-dil chhalke mu.nh ko jigar aa jaa.e
Yagana Changezi
Ghazal
qissa kitaab-e-umr kaa kyaa muKHtasar hu.aa
ruKH daastaan-e-Gam kaa idhar se udhar hu.aa
Yagana Changezi
Ghazal
fikr-e-anjaam na aaGaaz kaa kuchh hosh rahaa
chaar din tak to javaanii kaa ajab josh rahaa
Yagana Changezi
Ghazal
raushan tamaam kaaba o but-KHaana ho gayaa
ghar-ghar jamaal-e-yaar kaa afsaana ho gayaa
Yagana Changezi
Ghazal
yaar kii tasviir hii dikhlaa de ai maanii mujhe
kuchh to ho is naza.a kii mushkil me.n aasaanii mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
dil ajab jalva-e-ummiid dikhaataa hai mujhe
shaam se 'yaas' saveraa nazar aataa hai mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
aap se aap ayaa.n shaahid-e-ma.anii hogaa
ek din gardish-e-aflaak se ye bhii hogaa
Yagana Changezi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
maut aa.ii aane diijiye parvaa na kiijiye
manzil hai KHatm sajda-e-shukraana kiijiye
Yagana Changezi
Ghazal
saaya agar nasiib ho diivaar-e-yaar kaa
kyaa martaba buland ho apne mazaar kaa