SEARCH RESULTS
Showing search results for "laqab"
Ghazal MATCHES FOR "laqab"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
ham pe haakim kaa ko.ii hukm nahii.n chaltaa hai
ham qalandar hai.n shahanshaah laqab karte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
na jaane kitne laqab de rahaa hai dil tum ko
huzuur jaan-e-vafaa aur ham-navaa saahab
Indira Varma
Ghazal
un ko na pukaaro Gam-e-dauraa.n ke laqab se
jo dard kisii naam se mansuub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
fahm zanjiirii-e-be-rabtii-e-dil hai yaa-rab
kis zabaa.n me.n hai laqab KHvaab-e-pareshaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
hasab-nasab kii jo puuchho to shajara pesh karuu.n
KHitaab ko.ii nahii.n hai miraa laqab bhii nahii.n
Iqbal Azeem
Ghazal
TuuT jaa.e to ise dil kaa laqab miltaa hai
chaak ho jaa.e to hotaa hai garebaan yahaa.n
Saifuddin Saif
Ghazal
hamaare qaafiye to ho ga.e sab KHatm ai 'akbar'
laqab apnaa jo de de.n mehrbaanii hai ye joshii kii
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.o phir 'josh' ko de kar laqab-e-shaah-e-suKHan
dil-o-diin-e-suKHan o jaan-e-hunar taaza kare.n
Josh Malihabadi
Ghazal
'sayyaah'-e-be-navaa huu.n jahaa.n-gard hai laqab
gardish me.n charKH-e-piir bhii meraa muriid hai
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
aur ham kahaa.n jaa.e.n kisii se raushnii maa.nge.n
shahr me.n tumhii.n to ho ek mah-laqab tanhaa
Dilkash Sagari
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
ashraf-ul-KHalq hai laqab us kaa
pahle insaa.n bano KHudaa na bano
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Karamat Ali Karamat
Ghazal
daraKHt kaaT ke jab thak gayaa laka.D-haaraa
to ik daraKHt ke saa.e me.n jaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
vo tiirgii hai dasht-e-vafaa me.n ki al-amaa.n
chamke jo mauj-e-reg to paa.e laqab charaaG
Shakeb Jalali
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
duniyaa me.n ai 'qalaq' jo pur-armaan ham rahe
naashaad naa-muraad hamaaraa laqab hu.aa