SEARCH RESULTS
Showing search results for "laqab"
Nazm MATCHES FOR "laqab"
Nazm
surKH sitara
ahl-e-fan de.nge a.ndhero.n ko ujaalo.n kaa laqab
zahr ko qand, moharram ko kahaa jaa.egaa iid
Amir Usmani
Nazm
jawab-e-shikwa
chashm-e-aqvaam ye nazzaara abad tak dekhe
rif.at-e-shaan-e-rafaanaa-lakaa-zikrak dekhe
Allama Iqbal
Nazm
sanwli
ko.ii detaa hai laqab laila-e-be-mahmil kaa
ko.ii kahtaa hai tujhe pyaar se kaalii naagin
Qateel Shifai
Nazm
firqa-parasti ka challenge
taaqat ho kisii me.n to miTaa.e mirii hastii
Daa.in hai miraa naam laqab firqa-parastii
Nazeer Banarasi
Nazm
mirza ghaalib
aap kaa naam asadullaah thaa nau-shaah laqab
mirzaa Gaalib se hu.e baad me.n maaruuf-e-adab
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
zauq o shauq
taaza mire zamiir me.n ma.arka-e-kuhan hu.aa!
ishq tamaam mustafaa! aql tamaam buu-lahab!
Allama Iqbal
Nazm
wed
arsh se un ke liye nuur-e-KHudaa aayaa thaa
banda-e-KHaas the rishiyo.n kaa laqab paayaa thaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
man ki dua
aastiin-e-hind ho tere lahuu se laala-faam
paadshaaho.n kaa laqab paane lage.n hindii Gulaam
Altaf Mashhadi
Nazm
ek tote ki fariyaad pinjre mein
kahte hai.n chhoTe ba.De ghar ke miyaa.n miTThuu sab
vaah ye KHuub laqab mujh ko milaa pinjre me.n
Wajahat Husain Wajahat
Nazm
chehron ki be-chehragi
laqab chehre kaa zebaa hai unhii.n ke vaaste yaaro
jo ehsaasaat aur jazbaat kii tafsiir hote hai.n
Akhtar Bastavi
Nazm
KHwahish
laqab aur ko.ii bhii ja.nchtaa nahii.n hai
so gar ho sake to mire Gam-shanaasaa
Kainaat
Nazm
qalam
do-jahaa.n me.n hai laqab KHaama-e-qudrat teraa
allah allaah ye hai paaya-e-rif.at teraa
Master Basit Biswani
Nazm
ummid
''fanaa'' ''baqaa'' aur ''laqaa'' kii manzile.n zaruur aa.e.ngii
ham pur-ummiid hai.n