SEARCH RESULTS
Showing search results for "magfirat"
Ghazal MATCHES FOR "magfirat"
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
karte hai.n qatl vo talab-e-maGfirat ke ba.ad
jo the du.aa ke haath vahii imtihaa.n ke hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
tujhe dekhe se mumkin maGfirat ho jaa.e us kii
tere biimaar kii bas aaj aur kal ho rahii hai
Azhar Iqbal
Ghazal
ta.Dap ke marne se dil ke ki maGfirat ho use
jahaa.n me.n kuchh to rahaa naam be-qaraaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
du.aa-e-maGfirat tum do utaare qabr me.n ko.ii
pa.Dho talqiin tum shaana hilaa.e jis kaa jii chaahe
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kyuu.n un se vaqt-e-qatl kiyaa shikva Gair kaa
karnii thii maGfirat hii kii apnii du.aa mujhe
Taskeen Dehlavi
Ghazal
maulaa se maGfirat ke alaava du.aa me.n 'shaad'
kuchh aur maa.ngne kii jasaarat kabhii na kii
Shamshad shaad
Ghazal
maGfirat hii sahii mai-KHaana-o-mai ke ma.anii
ki yahaa.n aaj safiiraan-e-haram Thahre hai.n
Raees Rampuri
Ghazal
kuchh aastiin tang thii to saa.np ghuT ke mar ga.e
KHudaa aziiz dosto.n ko maGfirat ataa kare
Anurag Arsh
Ghazal
har ko.ii chaahegaa apnii maGfirat
hashr me.n sab ko pa.Degii aapaa-dhaap
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vo jis kii nasl me.n iimaan bhii tijaarat hai
bataa.o aise qabiile kii maGfirat kaisii
Sagheer Riyaz
Ghazal
ab ek tauba pe aatii hai maGfirat tire haath
KHariid kar ki nihaayat ye jins sastii hai