SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-sham.a"
Ghazal MATCHES FOR "misl-e-sham.a"
Ghazal
da.avaa thaa jin ko apnii masiihaa.ii par bahut
ai 'sham.a' un ke ham ne karam aazmaa liye
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
ai 'sham.a' kis ne dii thii tujhe aisii bad-du.aa
ghar me.n ko.ii charaaG na jaltaa dikhaa.ii de
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
vo shaKHs aayaa thaa ai 'sham.a' le ke mausam-e-gul
use KHabar hii na thii dard meraa zevar thaa
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
'sham.a' itnaa to kabhii us kii samajh me.n aa.e
Duubtii kashtii kaa saahil se taqaaza kyaa hai
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
pighal jaatii hai misl-e-sham.a lekin
mohabbat aahanii diivaar bhii hai
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
haal-e-dil misl-e-sham.a raushan hai
go mujhe baat kar nahii.n aatii
Sayyad Mohammad Meer Asar
Ghazal
tishnagii kii tafsiire.n misl-e-sham.a hai.n 'vaamiq'
jo zabaan khultii hai us se lau nikaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
rah-e-hayaat me.n daanista misl-e-sham.a jale
hamaarii zaat kaa iisaar be-iraada nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
Syed Aneesuddin Ahmad Rizvi Amrohvi
Ghazal
sohbat kii garmii ham se ko.ii siikhe misl-e-sham.a
saare hu.e safed pa tad bhii javaa.n rahe
Qayem Chaandpuri
Ghazal
shu.uur-e-zaat kaa irfaan paa liyaa jis ne
vo misl-e-sham.a jalaa kaaGazo.n pe likhtaa rahaa
Iqbal Tariq
Ghazal
kisii kaa jism agar chhuu liyaa KHayaal me.n bhii
to por por mirii misl-e-sham.a jalne lagii
Shakeb Jalali
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
nasiib kyaa ho.n tirii anjuman ko parvaane
milaa na dil ko tire misl-e-sham.a soz-o-gudaaz
Amjad Najmi
Ghazal
shauq-e-diidaar me.n gar tuu mujhe gardan maare
ho nigah misl-e-gul-e-shamaa pareshaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
baiThe hai.n rang ra.ng ujaale taraashne
rakh kar lahuu kii sham.a sar-e-rahguzaar log