SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhim"
Ghazal MATCHES FOR "muhim"
Ghazal
ek hii to vo muhim thii jise sar karnaa thaa
mujhe haasil na kisii kii hu.ii imdaad us me.n
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n sar na hogii 'josh' kabhii ishq kii muhim
dil ko KHirad se dast-o-garebaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
dushvaar-tar bhii sahl hai himmat ke saamne
ye ho to ko.ii aisii muhim hai ki sar na ho
Bismil Azimabadi
Ghazal
KHud se milne ke liye KHud se guzar kar aayaa
kis qadar saKHt muhim thii ki jo sar kar aayaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
ishq tuu aaj bhii hai kis ke lahuu se sarsabz
kis muhim ke liye ham ne tujhe ujrat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Ghazal
ye sahl fat.h to phiikii sii lag rahii hai mujhe
kisii aziim muhim me.n kabhii shikast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
muqiim-e-dil hai Da.nvaa.n Dol rah ke ab iimaa.n
buto.n ke qahr se chhuuTaa KHudaa ke ghar aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
dil me.n tire jo ko.ii ghar kar gayaa
saKHt muhim thii ki vo sar kar gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
naamard apne vaadii me.n rakkhegaa kyaa qadam
sar ho muhimm-e-ishq na be-sar diye hu.e
Rind Lakhnavi
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
mere hamraah sitaare kabhii jugnuu nikle
justujuu me.n tirii har raat muhim-juu nikle
Ainuddin Azim
Ghazal
ta.Dap ke raat basar kii jo ik muhim sar kii
chhurii thii mere liye jo shikan thii bistar kii