SEARCH RESULTS
Showing search results for "musta.aar"
Ghazal MATCHES FOR "musta.aar"
Ghazal
maa.nge kii raushnii to ko.ii raushnii nahii.n
is daur-e-musta.aar me.n apnaa diyaa to hai
Jameel Malik
Ghazal
thaa musta.aar husn se us ke jo nuur thaa
KHurshiid me.n bhii us hii kaa zarra zuhuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye bebasii to mire 'ahd kaa muqaddar thii
dilo.n ko daaG-e-tamannaa bhii musta'aar mile
Ada Jafarey
Ghazal
giraft panja-e-fanaa me.n KHasta-haal-o-KHuu.n-chakaa.n
hayaat-e-musta.aar hai zamii.n se aasmaan tak
Raghib Muradabadi
Ghazal
'goyaa' kabhii hai yaas kabhii intizaar-e-yaar
kyaa kyaa hai.n ranj zindagii-e-musta'aar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mirii nazar miraa apnaa mushaahida hai kahaa.n
jo musta.aar nahii.n hai vo zaaviya hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
tirii talaash me.n is umr-e-musta.aar ke saal
jo raa.egaa.n ga.e in kaa hisaab kis se luu.n
Anwar Shuoor
Ghazal
bazm-e-tarab bisaat-e-masarrat fareb hai.n
mai.n aish-e-musta.aar kaa qaa.el nahii.n rahaa
S A Mehdi
Ghazal
the chaar din jo zindagii-e-musta.aar me.n
do aarzuu me.n kaT ga.e do intizaar me.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
tamaam raushnii suuraj se musta.aar nahii.n
kahii.n kahii.n to hamaare charaaG jalte hai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
lahad ko khol ke dekho to ab kafan bhii nahii.n
ko.ii libaas na thaa jo ki musta.aar na thaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
bisaat-e-ziist pe baazii palaT bhii saktii hai
tiraa nasiib jo mil jaa.e musta'aar mujhe
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
ishq aur aap vaah safii' vaah-vaah-vaa
Gam aur haa.e zindagii-e-musta.aar me.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
umiid-e-marg pe 'faanii' nisaar kyaa kiije
vo zindagii ki hu.ii bhii to musta'aar hu.ii
Fani Badayuni
Ghazal
jaada-e-raah-e-mohabbat ko KHat-e-mustar jaan
sar ke bal misl-e-qadam chal jo ho.n be-kaar qadam