SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuskha e haa e wafa faiz ahmad faiz ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "nuskha e haa e wafa faiz ahmad faiz ebooks"
Ghazal
vafaa-e-vaada nahii.n vaada-e-digar bhii nahii.n
vo mujh se ruuThe to the lekin is qadar bhii nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tum aa.e ho na shab-e-intizaar guzrii hai
talaash me.n hai sahar baar baar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sab qatl ho ke tere muqaabil se aa.e hai.n
ham log surKH-ruu hai.n ki manzil se aa.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yuu.n bahaar aa.ii hai is baar ki jaise qaasid
kuucha-e-yaar se be-nail-e-maraam aataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shaaKH par KHuun-e-gul ravaa.n hai vahii
shoKHii-e-ra.ng-e-gulsitaa.n hai vahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kis shahr na shohra hu.aa naadaanii-e-dil kaa
kis par na khulaa raaz pareshaanii-e-dil kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye mausam-e-gul garche tarab-KHez bahut hai
ahvaal-e-gul-o-laala Gam-a.ngez bahut hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
phir lauTaa hai KHurshiid-e-jahaa.n-taab safar se
phir nuur-e-sahar dast-o-garebaa.n hai sahar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jaise ham-bazm hai.n phir yaar-e-tarah-daar se ham
raat milte rahe apne dar-o-diivaar se ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'faiz' un ko hai taqaazaa-e-vafaa ham se jinhe.n
aashnaa ke naam se pyaaraa hai begaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh din se intizaar-e-savaal-e-digar me.n hai
vo muzmahil hayaa jo kisii kii nazar me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham par tumhaarii chaah kaa ilzaam hii to hai
dushnaam to nahii.n hai ye ikraam hii to hai