SEARCH RESULTS
Showing search results for "pas e diwar e giryah shahnaz nabi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "pas e diwar e giryah shahnaz nabi ebooks"
Ghazal
ye dasht-e-faraamoshii Thaharne nahii.n detaa
lekin dar-e-KHvaahish ko bhii khulne nahii.n detaa
Kishwar Naheed
Ghazal
havaa sarkash a.ndheraa saKHt-jaa.n hai
charaaGo.n ko magar kyaa kyaa gumaa.n hai
Shahnaz Nabi
Ghazal
hai sabza-zaar har dar-o-diivaar-e-Gam-kada
jis kii bahaar ye ho phir us kii KHizaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
is tarah se kashtii bhii ko.ii paar lage hai
kaaGaz kaa banaa haath me.n patvaar lage hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
dekhne ke liye ik shart hai manzar honaa
duusrii shart hai phir aa.nkh kaa patthar honaa
Saleem Ahmed
Ghazal
jab sub.h kii dahliiz pe baazaar lagegaa
har manzar-e-shab KHvaab kii diivaar lagegaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
aaseb-sifat ye mirii tanhaa.ii 'ajab hai
har samt tirii yaad kii shahnaa.ii 'ajab hai
Sameena Raja
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
zindagii kyaa har qadam par ik na.ii diivaar hai
tiirgii diivaar thii ab raushnii diivaar hai
Syed Meraj Jami
Ghazal
ghar banaane me.n tamaam ahl-e-safar lag ga.e hai.n
kyaa tamaashe ye sar-e-raahguzar lag ga.e hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Parvin Shere
Ghazal
shabnam ne kab is baat se inkaar kiyaa hai
kirno.n ne sadaa us se bahut pyaar kiyaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
talab kii raaho.n me.n saare aalam na.e na.e se
shajar hajar log shahr mausam na.e na.e se
Asad Badayuni
Ghazal
tah-ba-tah uljhii hu.ii raahguzar me.n gum thaa
mai.n ki har lamha balaa-KHez safar me.n gum thaa