SEARCH RESULTS
Showing search results for "qaid"
Ghazal MATCHES FOR "qaid"
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bulbul ko baaGbaa.n se na sayyaad se gila
qismat me.n qaid likkhii thii fasl-e-bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
gar kiyaa naaseh ne ham ko qaid achchhaa yuu.n sahii
ye junuun-e-ishq ke andaaz chhuT jaave.nge kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe gilaas ke andar hii qaid rakh varna
mai.n saare shahr kaa paanii sharaab kar duu.ngaa
Rahat Indori
Ghazal
parinde qaid hai.n tum chahchahaahaT chaahte ho
tumhe.n to achchhaa-KHaasaa nafsiyaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
tuu abhii rahguzar me.n hai qaid-e-maqaam se guzar
misr o hijaaz se guzar paaras o shaam se guzar
Allama Iqbal
Ghazal
qaid yuusuf ko zuleKHaa ne kiyaa kuchh na kiyaa
dil-e-yuusuf ke liye shart thaa zindaa.n honaa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
qaid me.n guzregii jo umr ba.De kaam kii thii
par mai.n kyaa kartii ki zanjiir tire naam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
agar yahii tirii duniyaa kaa haal hai maalik
to merii qaid bhalii hai mujhe rihaa.ii na de