SEARCH RESULTS
Showing search results for "qatar"
Ghazal MATCHES FOR "qatar"
Ghazal
sunaa hai chashm-e-tasavvur se dasht-e-imkaa.n me.n
pala.ng zaaviye us kii kamar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
pahu.nchaa jo tere dar pe to mahsuus ye hu.aa
lambii sii ek qataar me.n jaise kha.Daa huu.n mai.n
Qateel Shifai
Ghazal
phuul hai.n sahraa me.n yaa pariyaa.n qataar andar qataar
uude uude niile niile piile piile pairahan
Allama Iqbal
Ghazal
dekho to dil-farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-paa
mauj-e-KHiraam-e-yaar bhii kyaa gul katar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
qataar-e-shiisha hai yaa kaarvaan-e-ham-safaraa.n
KHiraam-e-jaam hai yaa jaise kaa.enaat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
KHatar-pasand tabii.at ko saazgaar nahii.n
vo gulsitaa.n ki jahaa.n ghaat me.n na ho sayyaad
Allama Iqbal
Ghazal
thii nigah merii nihaa.n-KHaana-e-dil kii naqqaab
be-KHatar jiite hai.n arbaab-e-riyaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe KHariidne vaalo qataar me.n aa.o
vo chiiz huu.n jo pas-e-ishtihaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
saath manzil thii magar KHauf-o-KHatar aisaa thaa
umr-bhar chalte rahe log safar aisaa thaa
Rahat Indori
Ghazal
dil ke makaa.n se KHauf ke saa.e na chhaT sake
raste to duur duur talak be-KHatar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
sabz sone ke pahaa.Do.n par qataar-andar-qataar
sar se sar jo.De kha.Dii hai.n lambii siidhii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
ham se in a.ndhero.n ko kis liye shikaayat hai
ham to KHud charaaGo.n kii lau katar ke ro.e the