SEARCH RESULTS
Showing search results for "raftaarii"
Ghazal MATCHES FOR "raftaarii"
Ghazal
tahammul ai mohabbat hijr pathriilaa ilaaqa hai
tujhe is raaste par tez-raftaarii nahii.n karnii
Afzal Khan
Ghazal
vo jo piichhe rah ga.e hai.n tez-raftaarii kare.n
aap aage hai.n to kuchh raftaar kam kar diijiye
Farhat Ehsas
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
tez-tez-raftaari-e-duniyaa na badal de me.aar
shaam ke saath kahii.n umr na Dhalne lag jaa.e
Zeeshan Athar
Ghazal
haafize kii sust-rau lahro.n me.n halchal kyaa hu.ii
jaag uTThe dha.Dkano.n kii tez-raftaarii ke din
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Saima Esma
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye na ho ki naa-mukammal hii rahe manzil kaa KHvaab
tez-raftaarii me.n lag jaatii hai Thokar dekhnaa
Murtaza Barlas
Ghazal
ye jo ta.ane de rahii hai barq-raftaarii mujhe
vajd me.n aa jaa.uu.n to paa.e na merii dhuul bhii
Afzal Khan
Ghazal
Ahmad Javaid
Ghazal
tez raftaarii ne duniyaa kii u.Daayaa ye Gubaar
har samaa.n dhu.ndlaa gayaa us aa.ina-paikar samet
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
Qaisar Amravatwi
Ghazal
tez-raftaarii me.n rakkhaa nahii.n saa.nso.n kaa hisaab
'umr ko bhuul ga.e vaqt ko chamkaane me.n
Shariq Kaifi
Ghazal
Asar Sahbai
Ghazal
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
sust-raftaari-e-ushtur to ko.ii baat nahii.n
past-aaha.ng-e-hudii-KHvaan pe ronaa aayaa