SEARCH RESULTS
Showing search results for "rain"
Ghazal MATCHES FOR "rain"
Ghazal
aavaara huu.n rain-baseraa ko.ii nahii.n meraa
galii galii kartaa huu.n pheraa ko.ii nahii.n meraa
Anwar Shuoor
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
KHaalii jo hu.ii shaam-e-Gariibaa.n kii hathelii
kyaa kyaa na luTaatii rahii.n gauhar terii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
gaTh.Dii kaal rain kii so.nTii se laTkaa.e
apnii dhun me.n dhyaan-nagar ko ga.e kyaa kyaa log
Majeed Amjad
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
zindagii rain-basere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
ye nafas umr ke phere ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sher Afzal Jafri
Ghazal
us ek chhoTe se qasbe pe rail Thahrii nahii.n
vahaa.n bhii chand musaafir utarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
'anjum' tumhaaraa shahr jidhar hai usii taraf
ik rail jaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
go mai.n rahaa rahiin-e-sitam-haa-e-rozgaar
lekin tire KHayaal se Gaafil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa ran bhii zindagii kaa ajab turfa maajraa
ya.anii uThe to paa.nv magar 'jaun' sar ga.e