SEARCH RESULTS
Showing search results for "sabr-o-taab-e-shakeb"
Ghazal MATCHES FOR "sabr-o-taab-e-shakeb"
Ghazal
shab-e-firaaq ne chho.Daa na sabr-o-taab-e-shakeb
lagii ye aag ki asbaab sab jalaa dil kaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
hosh-o-shakeb-o-taab-o-sabr-o-qaraar paan.cho
qurbaan kar chukaa huu.n mai.n tujh pe yaar paan.cho
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
ruKH jo zer-e-sumbul-e-pur-pech-o-taab aa jaa.egaa
phir ke burj-e-sumbule me.n aaftaab aa jaa.egaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sab pech-o-taab-e-shauq ke tuufaan tham ga.e
vo zulf khul ga.ii to havaa.o.n ke KHam ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jamaal paa ke tab-o-taab-e-Gam yagaana hu.aa hai
mire liye ye zar-e-gul charaaG-e-KHaana hu.aa hai
Zaheer Fatehpuri
Ghazal
agar dil vaaqif-e-naira.ngii-e-tab-e-sanam hotaa
zamaane kii do-ra.ngii kaa use hargiz na Gam hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
javaaz-e-aab-o-taab ab gulaab ke liye nahii.n
hamaarii yaad ziinat-e-kitaab ke liye nahii.n
Sahba Waheed
Ghazal
haTe Gubaar jo lau se to merii jot jage
jaluu.n mai.n phir se na.ii aab-o-taab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
aaraam-o-sabr-o-taab-o-tavaa.n hosh kyaa qaraar
iitii mataa.a de ke tujhe KHvaar ho chale
Syed Ali Nazar
Ghazal
ro.e.n gale se lag ke baham KHuub ko.ii dam
kyaa dekhtaa hai ai dil-e-be-sabr-o-taab aa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
luTaa diyaa hai Gam-e-aab-o-taab me.n kyaa kyaa
vagarna KHvaab the chashm-e-pur-aab me.n kyaa kyaa
Himayat Ali Shayar
Ghazal
kitnii shiddat se tire aariz-o-lab yaad aa.e
jab sar-e-shaam ufuq par ko.ii taara chamkaa