SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikaarii"
Ghazal MATCHES FOR "shikaarii"
Ghazal
hai.n taak me.n shikaarii nishaana hai.n bastiyaa.n
'aalam tamaam chand machaano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
pe.D ke niiche shikaarii jaal phailaa.e hu.e
aur parinda shaaKH par baiThaa Daraa sahmaa hu.aa
Jahangeer nayab
Ghazal
jis din se shikaarii ne adaa kii ko.ii mannat
darbaar pe us din se kabuutar nahii.n jaate
Danish Naqwi
Ghazal
Gam-gusaar chehro.n par e'tibaar mat karnaa
shahr me.n siyaasat ke dost bhii shikaarii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
vo dilaavar jo siyah shab ke shikaarii nikle
vo bhii cha.Dhte hu.e suuraj ke pujaarii nikle
Mohsin Naqvi
Ghazal
tumhaarii chiiKH tumhe.n be-panaah kar degii
shikaarii kab se lagaa.e hai ghaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
thak ke girtaa hai hiran sirf shikaarii ke liye
jism ghaayal hai magar aa.nkho.n me.n ram baaqii hai
Nida Fazli
Ghazal
Abbas Dana
Ghazal
vo aahuu-e-ramiida mil jaa.e tiira-shab gar
kuttaa banuu.n shikaarii us ko bha.nbho.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
pahle kuchh log parindo.n ke shikaarii the yahaa.n
ab to har aadmii sayyaad banaa phirtaa hai
Imran Aami
Ghazal
us ne ghaayal bhii kiyaa to kaise patthar se 'nasiim'
phuul kaa tohfa mujhe meraa shikaarii de gayaa
Iftikhar Naseem
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
inqalaab aaya to hai lekin ye kaisaa inqalaab
chii.ntiyo.n ko maarne vaale shikaarii ho ga.e