SEARCH RESULTS
Showing search results for "siim"
Ghazal MATCHES FOR "siim"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aadmii me.n aadmiyyat kaa nishaa.n baaqii nahii.n
bech Daalaa is ne iimaa.n siim-o-zar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
mard-e-darvesh kaa sarmaaya hai aazaadii o marg
hai kisii aur kii KHaatir ye nisaab-e-zar-o-siim
Allama Iqbal
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
bhare hu.e hai.n hasiinaan-e-siim-tan dil me.n
KHudaa kare kabhii KHaalii na ho KHazaana-e-ishq
Jaleel Manikpuri
Ghazal
nigaah-e-qahr hogii yaa mohabbat kii nazar hogii
maza de jaa.egii dil se agar ai siim-bar hogii
Bismil Azimabadi
Ghazal
siim jaa.egaa to phir naqsh ubhaare.nge ko.ii
kaam diivaar pe filhaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
Thahre hai.n zar-o-siim ke haqdaar tamaashaa.ii
aur maar-e-siyah ham ne dafiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Farhan Salim
Ghazal
rashk aa.e na kyuu.n mujh ko ki tuu dekh zar-o-siim
rakhtaa hai qadam palla-e-KHurshiid-o-qamar me.n
Shah Naseer
Ghazal
us siim-badan ko thii kab taab-e-taab itnii
vo chaandnii me.n shab kii hotaa to pighal jaataa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mujh ko is siim-zada shahr me.n rahnaa hai jahaa.n
sab mohabbat kaa gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Kuldeep Kumar
Ghazal
rashk-e-KHurshiid jabii.n abr-e-siyah sii paTTii
lahr choTii kii Gazab zulf-e-pareshaan parii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
siim-o-zar se na sahii sabr-o-qanaa.at se sahii
mujh se KHuddaar kii jholii bhii to bhar dii jaa.e
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
subuu uThaa ki fazaa siim-e-KHaam hai saaqii
faraaz-e-koh pe maah-e-tamaam hai saaqii