SEARCH RESULTS
Showing search results for "subuk-sarii"
Ghazal MATCHES FOR "subuk-sarii"
Ghazal
subuk-sarii me.n bhii andesha-e-havaa rakhnaa
sulag uThe ho to jalne kaa hausla rakhnaa
Baqar Naqvi
Ghazal
ruuh tanhaa ga.ii jannat ko subuk-saarii se
chaar ke kaa.ndhe uThaa jism giraa.nbaarii se
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
جو قدم راکھے سبکساری کی رہ میں جیوں حباب
نیں ہے لغزش پانو کوں اس کے اگر چلتا برآب
Syed Mahmood
Ghazal
Hurmatul Ikaram
Ghazal
subuk-sarii ne giraanii ajiib kii dil par
hai ab ye bojh ki vo bojh kyuu.n utaaraa thaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
ham ko jis har-dil-aziizii par thaa naaz
thaa hamaarii hii subuk-saarii kaa naam
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
teG-e-jafaa ko terii nahii.n imtihaa.n se rabt
merii subuk-sarii ko hai baar-e-garaa.n se rabt
Qadr Oraizi
Ghazal
subuk-sarii me.n zamiin-e-vatan bhii ta.ng hu.ii
kashaa.n kashaa.n liye phirtaa hai aab-o-daana mujhe
Akhtar Ziai
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
subuk-sarii ke liye tum ne kyaa kiyaa 'raashid'
falak se shikva-e-baar-e-giraa.n to hotaa rahaa
Rashid Jamaal Farooqi
Ghazal
udaas udaas sar-e-saaGar-o-subuu bhii mai.n
yam-e-nashaat kii ik mauj-e-tund-KHuu bhii mai.n
Sadique Naseem
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Hassan Ahmad Awan
Ghazal
sadqe tire qazaa ki subuk-dosh kar diyaa
baar-e-gunah thaa bhaarii mai.n sar par liye hu.e