SEARCH RESULTS
Showing search results for "subuk-sarii"
Nazm MATCHES FOR "subuk-sarii"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
lekin Gam-e-aashiqii nahii.n hai
aisaa jo subuk-sarii sikhaa.e
Ahmad Faraz
Nazm
dil-e-pur-KHun
aarzuu.o.n kii subuk-saarii pe arzaanii pe
dil shafaq rang pe jazbo.n kii faraavaanii pe
Ekram Khawar
Nazm
samundar aur main
mauj ko khel se fursat hii nahii.n
is subuk sar ko mirii fikr kahaa.n
Muneebur Rahman
Nazm
tarikiyon ka hisab
niim-KHvaabiida bojhal subuk-sar hu.aa
shab kii aaGosh me.n daf.atan jaag uThii
Sahar Ansari
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kaasa kisii subuk-sar kaa
jo Gaasibo.n ko qasiido.n se sarfaraaz kare
Ahmad Faraz
Nazm
raushni
subuk-sar chiir ke shabnam kii har ik buu.nd kaa siina
kalii kii aabruu chhuu le
Ram Parkash Rahi
Nazm
naya husn
kitnii ra.ngii.n hai fazaa kitnii hasii.n hai duniyaa
kitnaa sarshaar hai zauq-e-chaman-aaraa.ii aaj
Kaifi Azmi
Nazm
main har taraf hun har taraf
mirii nigaah kii KHunuk udaasiyaa.n hai.n har taraf
mire KHayaal kii lakiir hai vo ruud-e-nuur
Sajida Zaidi
Nazm
sard, tarik raat
is qadar tiira o sard hargiz na thaa dil kaa mausam kabhii
ek pal me.n KHudaa jaane kyaa ho gayaa
Balraj Komal
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to halqa-dar-halqa
khi.nchii hai jel kii suurat har ek samt fasiil