SEARCH RESULTS
Showing search results for "takmiil-e-husn-e-sukhan"
Ghazal MATCHES FOR "takmiil-e-husn-e-sukhan"
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaa
guhar baari-e-tabaa-e-hasrat nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
husn-e-takmiil-e-tamannaa hai sabaa ho jaanaa
shahr-dar-shahr har ik dil kii ravaa ho jaanaa
Ishrat Rumani
Ghazal
ham aur rasm-e-bandagii aashuftagii uftaadgii
ehsaan hai kyaa kyaa tiraa ai husn-e-be-parvaa tiraa
Ibn e Insha
Ghazal
KHud-nigar the aur mahv-e-diid-e-husn-e-yaar the
ham ki apne ruu-ba-ruu shiisha kii ik diivaar the
Razi Mujtaba
Ghazal
KHayaal-e-husn-e-be-misaal dastaras me.n aa gayaa
KHudii pe iKHtiyaar meraa pesh-o-pas me.n aa gayaa
Jaani Lakhnavi
Ghazal
naqaab-e-husn-e-do-aalam uThaa.ii jaatii hai
mujhii ko merii tajallii dikhaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
baaG tak kyaa kaarvaan-e-husn-e-be-parvaa gayaa
buu pareshaa.n hai ruKH-e-gul ko pasiina aa gayaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
ai husn-e-yaar sharm ye kyaa inqalaab hai
tujh se ziyaada dard tiraa kaamyaab hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ai husn-e-laala-faam! zaraa aa.nkh to milaa
KHaalii pa.De hai.n jaam! zaraa aa.nkh to milaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
ai husn-e-azal terii kyaa shaan niraalii hai
dekhaa to jalaalii hai samjhaa to jalaalii hai
Shakir Naiti
Ghazal
ai husn-e-KHush-sifaat mire saath saath chal
karnii hai tujh se baat mire saath saath chal
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
ai husn-e-laala-faam Gazal likh rahaa huu.n mai.n
tujh ko miraa salaam Gazal likh rahaa huu.n mai.n
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
aisii aa.nkhe.n tuu ne dii.n ai husn-e-jaanaana mujhe
zarra zarra ab nazar aataa hai but-KHaana mujhe
Muztar Muzaffarpuri
Ghazal
ravish-e-husn-e-muraa.aat chalii jaatii hai
ham se aur un se vahii baat chalii jaatii hai
Hasrat Mohani
Ghazal
nazar me.n shaa.iba-e-husn-e-yaar aa jaa.e
jidhar nigaah uThaa duu.n bahaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
mataa.a-e-husn-o-jamaal-o-kamaal kyaa kyaa kuchh
churaa ke le ga.e ye maah-o-saal kyaa kyaa kuchh