SEARCH RESULTS
Showing search results for "talkh o sheerin nazim qamar ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "talkh o sheerin nazim qamar ebooks"
Ghazal
qais jangal me.n akelaa hai mujhe jaane do
KHuub guzregii jo mil baiThe.nge diivaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
balaa-e-jaa.n mujhe har ek KHush-jamaal hu.aa
chhurii jo tez hu.ii pahle mai.n halaal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jalso.n me.n guzarne lagii phir raat tumhaarii
is bhii.D me.n jaatii na rahe baat tumhaarii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
'naazir' mirii shiiriinii-e-guftaar me.n kuchh log
haalaat kii talKHii ko Dubone nahii.n dete
Manzoor-ul-Haq Nazir
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jo kuu-e-dost ko jaa.uu.n to paasbaa.n ke liye
nahii.n hai KHvaab se behtar kuchh armuGaa.n ke liye
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
kal nazar aayaa chaman me.n ik ajab rashk-e-chaman
gul-ruKH o gul-guu.n qabaa o gul-azaar o gul-badan
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sukuun-e-qalb o shakeb-e-nazar kii baat karo
guzar ga.ii hai shab-e-Gam sahar kii baat karo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
shikast-e-aabla-e-dil me.n naGmagii hai bahut
sunegaa kaun ki duniyaa badal ga.ii hai bahut
Sadique Naseem
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
gahraa.iyo.n me.n zehn kii girdaab saa rahaa
saahil pe bhii kha.Daa hu.aa Garqaab saa rahaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Gam-e-firaaq mai o jaam kaa KHayaal aayaa
safed baal liye sar pe ik vabaal aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
mujh ko samjho yaadgaar-e-raftagaan-e-lucknow
huu.n qadd-e-aamdam Gubaar-e-kaarvaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
faroG-e-diida-o-dil laala-e-sahar kii tarah
ujaalaa bin ke raho sham-e-rahguzar kii tarah