SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarz-e-takalluf"
Ghazal MATCHES FOR "tarz-e-takalluf"
Ghazal
saaraa aalam hai tarannum-KHez ai shaa.ir-navaaz
sher kii apnii jagah aur 'tarz' kii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
tarz-e-ehsaas me.n nudrat thii udhar hii kitnii
fikr-o-jazabe me.n tavaazun hai idhar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ahl-e-jahaa.n ko mujh se adaavat hai kyaa karuu.n
ye tarz-e-intiqaam-e-mohabbat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
agarche tarz-e-amal us kaa naagavaar bhii thaa
magar vo mere tasavvur kaa shaahkaar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ik rishta ehtiyaaj kaa sau ruup me.n milaa
so ham bhii ab ba-tarz-e-talab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
hamaare fikr-o-amal par jumuud taarii hai
ba-tarz-e-shor-e-qayaamat shabaab aa.egaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
maar Daalaa tirii ik tarz-e-taGaaful ne mujhe
aur tajdiid-e-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
pa.Dhe 'naadir' jo sher-e-tarz-e-jadiid
sun ke kyuu.n KHalq vaah-vaa na kare
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
tamaam umr kaTii us kii justujuu karte
ba.De dino.n me.n ye tarz-e-kalaam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ajiib tarz-e-takallum se aazmaa ke mujhe
vo chaahtaa hai abhii dekhnaa jhukaa ke mujhe