SEARCH RESULTS
Showing search results for "tashriif"
Ghazal MATCHES FOR "tashriif"
Ghazal
Gam ke piichho raast kahte hai.n ki shaadii hove hai
hazrat-e-ramazaa.n ga.e tashriif le ab iid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ai sanam bahr-e-KHudaa aap hii laa.e.n tashriif
putliyo.n kaa hai tamaashaa mire ghar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
mai.n ne kahaa kabhii to tashriif laa.o bole
ma.azuur rakhiye vaqt-e-fursat nahii.n hai ko.ii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo KHud tashriif-farmaa-e-jahaa.n hai.n
tumhe.n dhokaa hu.aa hai mai.n nahii.n huu.n
Azad Ansari
Ghazal
aaj tashriif gulistaa.n me.n vo mai-kash laayaa
kaf-e-nargis pe dharaa kyuu.nki bhalaa jaam na ho
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
takiya zaanuu kaa mire kiijiye be-KHauf-o-KHatar
aap tashriif idhar laa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
na ye dilkashii thii na rangiiniyaa.n thii.n
'sa.iid' un ke tashriif laane se pahle
Saeed Shahidi
Ghazal
vahshiyo.n ke vaaste qaid-e-libaas achchhii nahii.n
zeb detaa hai yahii tashriif-e-uryaanii mujhe
Yagana Changezi
Ghazal
tashriif laa.e aap jo mai.n jaa.n-ba-lab hu.aa
us vaqt ke bhii aane kaa mujh ko ajab hu.aa