SEARCH RESULTS
Showing search results for "zard"
Ghazal MATCHES FOR "zard"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dil jal rahaa hai zard shajar dekh dekh kar
ab chaahato.n ke biij na boyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
kitnii shiddat se bahaaro.n ko thaa ehsaas-e-ma.aal
phuul khil kar bhii rahaa zard KHizaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
zer-e-zamii.n se aataa hai jo gul so zar-ba-kaf
qaaruu.n ne raaste me.n luTaayaa KHazaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
yuu.n to hai rang zard magar ho.nT laal hai.n
sahraa kii vus.ato.n me.n kahii.n gulsitaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
mai.n zard patto.n pe shabnam sajaa ke laayaa huu.n
kisii ne mujh se kahaa thaa hisaab de jaa.o
Bashir Badr
Ghazal
jo kuchh hai rang us kaa so hai nazar me.n apnii
go jaama zard pahne yaa chiira laal baa.ndhe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
vo zard patte jo pe.D se TuuT kar gire the
kahaa.n ga.e bahte paaniyo.n me.n bulaa.e ko.ii
Gulzar
Ghazal
mausam-e-zard me.n ik dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ra.ng-e-KHuubaan-e-jahaa.n dekhte hii zard kiyaa
aap zor aa.nkho.n me.n iksiir liye phirte hai.n