SEARCH RESULTS
Showing search results for "zard"
Nazm MATCHES FOR "zard"
Nazm
raqib se!
zer-dasto.n ke masaa.ib ko samajhnaa siikhaa
sard aaho.n ke ruKH-e-zard ke ma.anii siikhe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dosti ka hath
tumhaare baam kii sham.e.n bhii taabnaak nahii.n
mire falak ke sitaare bhii zard zard se hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
chakle
ta.affun se pur niim-raushan ye galiyaa.n
ye maslii hu.ii adh khilii zard kaliyaa.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye maal-road pe caro.n kii rel-pel kaa shor
ye pTriyo.n pe Gariibo.n ke zard-ruu bachche
Sahir Ludhianvi
Nazm
rang hai dil ka mere
zard patto.n kaa KHas-o-KHaar kaa ra.ng
surKH phuulo.n kaa dahakte hu.e gulzaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
mu.nh KHushk daa.nt zard badan par jamaa hai mail
sab shakl qaidiyo.n kii banaatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hallucination
vo niile aasmaa.n ko dekhtaa hai
jo yak-dam zard pa.Dtaa jaa rahaa hai
Ammar Iqbal
Nazm
wo lamha jo mera tha
vaqt ke tarkash me.n jo tiir the khul kar barse hai.n
zard havaa ke pathriile jho.nko.n se
Ada Jafarey
Nazm
ramaen ka ek sin
tan me.n lahuu kaa naam nahii zard rang hai
goyaa bashar nahii ko.ii tasviir-e-sa.ng hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
zindan ki ek subh
duur naubat hu.ii phirne lage be-zaar qadam
zard faaqo.n ke sataa.e hu.e pahre vaale