SEARCH RESULTS
Showing search results for ",CRy"
Nazm MATCHES FOR ",cry"
Nazm
safar ke waqt
mai.n KHud bhii in ko cro-magnon samajhtii huu.n
ye shaandaar janaavar hai.n daftaro.n kaa maKHaul
Jaun Eliya
Nazm
zohd aur rindi
mai.n ne ye kahaa ko.ii gila mujh ko nahii.n hai
ye aap kaa haq thaa ze-rah-e-qurb-e-makaanii
Allama Iqbal
Nazm
pahli baat hi aaKHiri thi
ek jhijak sii saath rahii kyuu.n
qurb kii saa.at-e-hairaa.n me.n
Muneer Niyazi
Nazm
yaad
tafriiq-e-husn-o-ishq kaa jhag.Daa nahii.n rahaa
tam.iiz-e-qurb-o-bu.ad miTaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
jawab-e-shikwa
saaliyaa.n kahne lagii.n qurb-o-qarii.n hai ko.ii
saale ye bole ki marduud-o-la.ii.n hai ko.ii
Nashtar Amrohvi
Nazm
nashat-e-umid
ek ko hai tishnagii-e-qurb-e-haq
jis ne kiyaa dil se jigar tak hai shaq
Altaf Hussain Hali
Nazm
wo bichhDa hai to yaad aaya
mohabbat qurb kii KHvaahish pe aa.e to samajh lenaa
havas ne sar uThaayaa hai
Misam Ali Aagha
Nazm
izhaar
hai isii iz.haar se haasil mujhe qurb-e-hayaat
ruuh kaa iz.haar kaise bhuul jaa.uu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
manazir-e-sahar
aaqaa kaa Gulaamo.n se ye hai qurb kaa ha.ngaam
dil hote hai.n sarshaar fanaa hote hai.n aalaam
Josh Malihabadi
Nazm
mom pighlata raha tera KHayal
ruuh ko lazzat tumhaare qurb me.n
aur aa.nkho.n me.n teraa manzar rahaa
Rukhsana Noor
Nazm
holi
vo shor-bor thii sab rang se nipaT yak chand
ko.ii dilaatii hai saathin ko yaar key saugand
Nazeer Akbarabadi
Nazm
jashn-e-azadi
maa.ng hai stereo kii aur v-c-r kii
KHair ho ab audio video ke kaarobaar kii
Sarfaraz Shahid
Nazm
safar-e-aKHir-e-shab
nasiib ho gayaa kis kis ko qurb-e-sultaanii
mizaaj kis kaa yahaa.n tak qalandaraana rahaa
Mustafa Zaidi
Nazm
aaKHiri bus
sab musaafir
qurb ke ehsaas se naa-aashnaa baiThe hu.e hai.n