SEARCH RESULTS
Showing search results for "مسافر"
Nazm MATCHES FOR "مسافر"
Nazm
aadmi-nama
chaltaa hai aadmii hii musaafir ho le ke maal
aur aadmii hii maare hai phaa.nsii gale me.n Daal
Nazeer Akbarabadi
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
mai.n vo naGma huu.n jise pyaar kii mahfil na milii
vo musaafir huu.n jise ko.ii bhii manzil na milii
Sahir Ludhianvi
Nazm
hamare ustad
manzil-e-ilm ke ham log musaafir hai.n magar
raasta ham ko dikhaate hai.n hamaare ustaad
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
iltija-e-musafir
shagufta ho ke kalii dil kii phuul ho jaa.e
ye iltijaa-e-musaafir qubuul ho jaa.e
Allama Iqbal
Nazm
sarhaden
kis pe shak karte ho jitne bhii musaafir hai.n yahaa.n
ek hii sab kaa qabiila vahii paikar vahii gil
Ahmad Faraz
Nazm
aaj shab koi nahin hai
ko.ii ummiid, ko.ii aas musaafir-suurat
ko.ii Gam, ko.ii kasak, ko.ii shak, ko.ii yaqii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lucknow
kuchh roz kaa musaafir-o-mehmaa.n huu.n aur kyaa
kyuu.n bad-gumaa.n ho.n yuusuf-e-kan.aan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
himala
chhe.Dtii jaa is iraaq-e-dil-nashii.n ke saaz ko
ai musaafir dil samajhtaa hai tirii aavaaz ko
Allama Iqbal
Nazm
aarzu ke musafir
jaane kis kii talaash un kii aa.nkho.n me.n thii
aarzuu ke musaafir
Javed Akhtar
Nazm
chand-chehra sitara-ankhen
kahaa thaa mujh se ki ai musaafir rah-e-vafaa ke
jahaa.n bhii jaa.egaa ham bhii aa.e.nge saath tere
Obaidullah Aleem
Nazm
ummid-e-sahar ki baat suno
musaafir-e-rah-e-sahraa-e-zulmat-e-shab se
ab iltifaat-e-nigaar-e-sahar kii baat suno