SEARCH RESULTS
Showing search results for "مشک"
Nazm MATCHES FOR "مشک"
Nazm
pas raho
marham-e-mushk liye, nashtar-e-almaas liye
bain kartii hu.ii ha.nstii hu.ii gaatii nikle
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
ishq aur mushk chhupte nahii.n hai.n kabhii
is haqiiqat se vaaqif hai.n ham tum sabhii
Sahir Ludhianvi
Nazm
kya gul-badani hai
gesuu hai.n ki gul-baazii-e-mushk-e-KHutanii hai
kyaa gul-badanii gul-badanii gul-badanii hai
Josh Malihabadi
Nazm
holi
bharte hai.n kahii.n mushk kahii.n rang kaa ga.Dvaa
kyaa shaad vo hotaa hai jise kahte hai.n bha.Dvaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hazar karo mere tan se
ise bikheraa to dasht-o-daman me.n bikhregii
bajaa.e-mushk-e-sabaa merii jaan-e-zaar kii dhuul
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hamara des
kitnii dilkash is kii fazaa.e.n
mushk se ba.Dh kar is kii havaa.e.n
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mazdur aurten
tuu aur itr o ambar o mushk o abiir o uud
mazduur ke bhii KHuun kii aatii hai is me.n buu
Jan Nisar Akhtar
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise gulchii.n ke liye jhuktii hai KHud shaaKH-e-gulaab
kis tarah raat kaa aivaan mahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
daraKHt-e-zard
(ye merii ek KHvaahish hai jo mushkil hai)
vo 'najm'-aafa.ndi-e-marhuum ko to jaantii hogii
Jaun Eliya
Nazm
hindi hindustani
us ke phuulo.n kii tez hai KHushbuu
har taraf mushk-rez hai KHushbuu
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
diwangi rahe baqi
har ek rang tire ruup kii jhalak le le
ko.ii ha.nsii ko.ii lahja ko.ii mahak le le
Nida Fazli
Nazm
intisab
kaakulo.n kii mahak
aarzuu-mand siino.n kii apne pasiine me.n julne kii buu