SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ुदरत"
Nazm MATCHES FOR "क़ुदरत"
Nazm
tu hindu banega na musalman banega
qudrat ne to baKHshii thii hame.n ek hii dhartii
ham ne kahii.n bhaarat kahii.n iiraan banaayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zindagii mahbuub aisii diida-e-qudrat me.n hai
zauq-e-hifz-e-zindagii har chiiz kii fitrat me.n hai
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
tere firdaus-e-taKHayyul se hai qudrat kii bahaar
terii kisht-e-fikr se ugte hai.n aalam sabza-vaar
Allama Iqbal
Nazm
ek pahaD aur gilahri
har ek chiiz se paidaa KHudaa kii qudarat hai
ko.ii ba.Daa ko.ii chhoTaa ye us kii hikmat hai
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
ai ishq kahii.n le chal!
qudarat ho himaayat par hamdard ho qismat bhii
Akhtar Shirani
Nazm
kisan
tifl-e-baaraa.n taajdaar-e-KHaak amiir-e-bostaa.n
maahir-e-aa.iin-e-qudarat naazim-e-bazm-e-jahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
asbaab-e-zaahirii me.n na in par karo nazar
kyaa jaane kyaa hai parda-e-qudrat me.n jalva-gar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
himala
ai himaala ko.ii baazii-gaah hai tuu bhii jise
dast-e-qudrat ne banaayaa hai 'anaasir ke liye
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
qudrat ke bichh rahe hai.n har jaa hare bichhaune
ja.ngalo.n me.n ho rahe hai.n paidaa hare bichhaune
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHak-e-hind
ai KHaak-e-hind terii azmat me.n kyaa gumaa.n hai
dariya-e-faiz-e-qudarat tere liye ravaa.n hai