SEARCH RESULTS
Showing search results for "तक़दीर"
Nazm MATCHES FOR "तक़दीर"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
terii aa.nkho.n ke sivaa duniyaa me.n rakkhaa kyaa hai
tuu jo mil jaa.e to taqdiir niguu.n ho jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
dam-e-taqriir thii muslim kii sadaaqat bebaak
adl us kaa thaa qavii laus-e-maraa.aat se paak
Allama Iqbal
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
naa-rasaa.ii agar apnii taqdiir thii
terii ulfat to apnii hii tadbiir thii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mata-e-ghair
tere daaman me.n gulistaa.n bhii hai.n viiraane bhii
meraa haasil merii taqdiir bataa de mujh ko
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
aalam-e-nau hai abhii parda-e-taqdiir me.n
merii nigaaho.n me.n hai us kii sahar be-hijaab
Allama Iqbal
Nazm
lenin
aasaar to kuchh kuchh nazar aate hai.n ki aaKHir
tadbiir ko taqdiir ke shaatir ne kiyaa maat
Allama Iqbal
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
kis kii himmat hai mohabbat se jo inkaar kare
aaj taqdiir ne ye raat suhaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
aurat
taqdiir ke qadmo.n par sar rakh ke pa.De rahnaa
taa.iid-e-sitamgar hai chup rah ke sitam sahnaa