SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़िक़रा"
Nazm MATCHES FOR "फ़िक़रा"
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
aazaad fikr se huu.n uzlat me.n din guzaaruu.n
duniyaa ke Gam kaa dil se kaa.nTaa nikal gayaa ho
Allama Iqbal
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
andesha
chuu.Diyo.n par bhii ka.ii tanz kiye jaa.e.nge
kaa.npte haatho.n pe bhii fiqre kase jaa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ai sharif insano
fikr kii raushnii ko 'aam kare.n
amn ko jin se taqviyat pahu.nche
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
jab fikr-e-dil-o-jaa.n me.n fuGaa.n bhuul ga.ii hai
har shab vo siyah bojh ki dil baiTh gayaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chakle
ye phuulo.n ke gajre ye paiiko.n ke chhii.nTe
ye bebaak nazre.n ye gustaaKH fiqre
Sahir Ludhianvi
Nazm
dard aaega dabe panw
aur kuchh der me.n jab phir mire tanhaa dil ko
fikr aa legii ki tanhaa.ii kaa kyaa chaara kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye fasl umidon ki hamdam
phir miTTii sii.ncho ashko.n se
phir aglii rut kii fikr karo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
mai-KHaana kii buniyaad me.n aayaa hai tazalzul
baiThe hai.n isii fikr me.n piiraan-e-KHaraabaat
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
harf-e-Galat ban ga.ii ismat-e-piir-e-kunisht
aur hu.ii fikr kii kashti-e-naazuk ravaa.n