SEARCH RESULTS
Showing search results for "रखता"
Nazm MATCHES FOR "रखता"
Nazm
jawab-e-shikwa
dil se jo baat nikaltii hai asar rakhtii hai
par nahii.n taaqat-e-parvaaz magar rakhtii hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n tasbiih us maballiG kii
jo bandagii kaa bhii har dam hisaab rakhtaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
kangan
mujh ko betaab saa rakhtaa tirii chaahat kaa nasha
mai.n tirii ruuh ke gulshan me.n mahaktaa rahtaa
Wasi Shah
Nazm
walid sahab ke nam
aziiz-tar mujhe rakhtaa hai vo rag-e-jaa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
mashwara
tumhaaraa dard mujhe bhii udaas rakhtaa hai
qariib aa ke bahut duur ho ga.ii ho tum
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
muflisi
jis kasbii ranDii kaa ho halaakat se dil hazii.n
rakhtaa hai us ko jab ko.ii aa kar tamaash-bii.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hamesha der kar deta hun
kisii ko yaad rakhnaa ho kisii ko bhuul jaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Nazm
funun-e-latifa
be-mo.ajaza duniyaa me.n ubhartii.n nahii.n qaume.n
jo zarb-e-kaliimii nahii.n rakhtaa vo hunar kyaa
Allama Iqbal
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
rok de ko.ii kisii ko ye na rakhtaa thaa majaal
nashsha-e-adl-o-masaavaat se sab the maKHmuur