SEARCH RESULTS
Showing search results for "dayaar"
Nazm MATCHES FOR "dayaar"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
chale jo yaar to daaman pe kitne haath pa.De
dayaar-e-husn kii be-sabr KHvaab-gaaho.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawed ke nam
dayaar-e-ishq me.n apnaa maqaam paidaa kar
nayaa zamaana na.e sub.h o shaam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
dosti ka hath
charaaG jin se mohabbat kii raushnii phaile
charaaG jin se dilo.n ke dayaar raushan ho.n
Ahmad Faraz
Nazm
mere ahd ke hasino
ho hazaar koshisho.n par bhii shumaar me.n na aa.e
kabhii KHaak-e-be-bizaa.at ke dayaar me.n na aa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
vo daar-o-giir vo aazaadii-e-vatan kii ja.ng
vatan se thii ki Ganiim-e-vatan se Gaddaarii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHadsha
ye tere lab ye dayaar-e-yaman ke surKH aqiiq
ye aa.iine sii jabii.n sajda-gaah-e-lail-o-nihaar
Mohsin Naqvi
Nazm
hinDola
dayaar-e-hind thaa gahvaara yaad hai hamdam
bahut zamaana hu.aa kis ke kis ke bachpan kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
barsat ki bahaaren
maare hai.n mauj Daabar dariyaa dau.nD rahe hai.n
mor-o-papiihe koyal kyaa kyaa ruma.nD rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
Sar-guzisht-e-adam
dayaar-e-hind ne jis dam mirii sadaa na sunii
basaayaa KHitta-e-jaapaan o mulk-e-chii.n mai.n ne
Allama Iqbal
Nazm
ai nai nasl
naam meraa jahaa.n jahaa.n pahu.nchaa
saath pahu.nchaa hai is dayaar kaa naam
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere nadim!
chalo ki chal ke charaaGaa.n kare.n dayaar-e-habiib
hai.n intizaar me.n aglii mohabbato.n ke mazaar