SEARCH RESULTS
Showing search results for "farz"
Nazm MATCHES FOR "farz"
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
zohd aur rindi
farmaayaa shikaayat vo mohabbat ke sabab thii
thaa farz miraa raah sharii.at kii dikhaanii
Allama Iqbal
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!
Parveen Shakir
Nazm
hubb-e-watan
ham bhii hubb-e-vatan me.n hai.n go Garq
ham me.n aur un me.n hai magar ye farq
Altaf Hussain Hali
Nazm
lenin-grad ka goristan
apne farz se faariG ho kar
apne lahuu kii taan ke chaadar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
diwali
raushnii karo lekin farz par na aa.nch aa.e
ho nigaah siimaa par aur kaan aahaT par
Nazeer Banarasi
Nazm
ram
farz-aashnaa the farz ko rakkhaa hamesha yaad
kahne pe apnii maa.n ke kahaa ghar ko KHair-baad
Rahbar Jaunpuri
Nazm
amman mujhko basta de de
kharaa hai kyuu.n kar khoTaa kyaa hai
haq aur farz me.n farq hai kitnaa