SEARCH RESULTS
Showing search results for "ii.n"
Nazm MATCHES FOR "ii.n"
Nazm
zauq o shauq
fursat-e-kashmukash me.n ii.n dil be-qaraar raa
yak do shikan zyaada kun gesuu-e-taabdaar raa
Allama Iqbal
Nazm
ramz
in kitaabo.n ne ba.Daa zulm kiyaa hai mujh par
in me.n ik ramz hai jis ramz kaa maaraa hu.aa zehn
Jaun Eliya
Nazm
isi do-rahe par
aur ye ahd kiyaa thaa ki ba-ii.n haal-e-tabaah
ab kabhii pyaar bhare giit nahii.n gaa.u.ngaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
raqib se!
aa ki vaabasta hai.n us husn kii yaade.n tujh se
jis ne is dil ko parii-KHaana banaa rakkhaa thaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etimad
mai.n ne sochaa thaa ki is baar ba-ii.n suurat-e-haal
mere darvaaze pe shahnaa.iyaa.n sab dekhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Nazm
KHwab-e-sahar
ahl-e-saif uThte rahe ahl-e-kitaab aate rahe
ii.n janaab uThte aur aa.n-janaab aate rahe
Asrarul Haq Majaz
Nazm
chhabbis january
bhaarat kaa azm hai ye taufiiq ai KHudaa de
duniyaa se iin-o-aa.n kii tafriiq ko miTaa de
Tilok Chand Mahroom
Nazm
fikr
ba-ii.n in.aam-e-vafaa uf ye taqaaza-e-hayaat
zindagii vaqf-e-Gam-e-KHaak-nashiina.n kar de
Asrarul Haq Majaz
Nazm
andesha
u.ngliyaa.n uTThe.ngii suukhe hu.e baalo.n kii taraf
ik nazar dekhe.nge guzre hu.e saalo.n kii taraf
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
kutte
zamaane kii phaTkaar sarmaaya in kaa
jahaa.n bhar kii dhutkaar in kii kamaa.ii