SEARCH RESULTS
Showing search results for "juu.daa"
Nazm MATCHES FOR "juu.daa"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
gar aaj tujh se judaa hai.n to kal baham ho.nge
ye raat bhar kii judaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
maine chand aur sitaron ki tamanna ki thi
merii raaho.n se judaa ho ga.ii.n raahe.n un kii
aaj badlii nazar aatii hai.n nigaahe.n un kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
izhaar
hausla tujh ko na thaa mujh se judaa hone kaa
varna kaajal tirii aa.nkho.n me.n na phailaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
hasan kuza-gar(3)
ki jab KHamiir-e-aab-o-gil se vo judaa hu.e
to un ko samt-e-raah-e-nau kii kaamraaniyaa.n mile.n
Noon Meem Rashid
Nazm
hubb-e-watan
jaan jab tak na ho badan se judaa
ko.ii dushman na ho vatan se havaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
mere liye kaun sochta hai
mire liye kaun sochtaa hai
judaa judaa hai.n mire qabiile ke log saare
Mohsin Naqvi
Nazm
wirsa
jo tire haath tire tan se judaa kar Daale.n
KHvaab-e-aazaadii insaa.n kii ye ta.abiir nahii.n