SEARCH RESULTS
Showing search results for "kirdaar"
Nazm MATCHES FOR "kirdaar"
Nazm
jawab-e-shikwa
is qadar shoKH ki allaah se bhii barham hai
thaa jo masjuud-e-malaa.ik ye vahii aadam hai
Allama Iqbal
Nazm
aurat
terii nazro.n pe hai tahziib o taraqqii kaa madaar
terii aaGosh hai gahvaara-e-nafs-o-kirdaar
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kirdaar us muhaafiz kaa
jo apne shahr ko mahsuur kar ke naaz kare
Ahmad Faraz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
kis tarah roktaa huu.n ashk apne
kis qadar dil pe jabr kartaa huu.n
Saifuddin Saif
Nazm
nama-e-jaanan
sar-e-darbaar sitaada hai.n bayaaze.n le kar
vo jo kuchh dost kabhii saahab-e-kirdaar lage
Ahmad Faraz
Nazm
eid
agar hai.n saahab-e-kirdaar to zabaa.n khole.n
agar hai.n saahab-e-iimaa.n to phir vo sach bole.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
lamhon ki parastar
kisii afsaane kaa kirdaar banii baiThii hai
us kii ma.asuumiyat-e-dil pe bharosa thaa mujhe
Qateel Shifai
Nazm
jawab-e-shikwa
kis qadar tum pe giraa.n ek faqat naarii hai
daal roTii jise denaa bhii tumhe.n bhaarii hai
Nashtar Amrohvi
Nazm
bint-e-hawwa
maa.n bahan huu.n kabhii biivii to kabhii beTii huu.n
ko.ii kirdaar ho mardo.n se vafaa kartii huu.n
Hina Rizwi
Nazm
shikwa
kitne betaab hai.n jauhar mire aa.iine me.n
kis qadar jalve ta.Dapte hai.n mire siine me.n
Allama Iqbal
Nazm
tumne likkha hai
ishq aur husn ko badnaam kare kyaa ma.anii
ye to vo daaG hai kirdaar kii peshaanii par
Prem Warbartani
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
kutto.n kii dum Te.Dhii kyuu.n hotii hai
ye chitkabrii duniyaa jis kaa ko.ii bhii kirdaar nahii.n hai
Akhtarul Iman
Nazm
ghaalib ka postmortem
us ke is kirdaar par mujh se na karnaa guftuguu
KHaak me.n jis ne milaa dii KHaandaanii aabruu