SEARCH RESULTS
Showing search results for "magrib"
Nazm MATCHES FOR "magrib"
Nazm
ai sharif insano
jang mashriq me.n ho ki maGrib me.n
amn-e-aalam kaa KHuun hai aaKHir
Sahir Ludhianvi
Nazm
tarana-e-milli
maGrib kii vaadiyo.n me.n guu.njii azaa.n hamaarii
thamtaa na thaa kisii se sail-e-ravaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
lenin
mashriq ke KHudaavand safedaan-e-ra.ngii
maGrib ke KHudaavand daraKHshanda filizzaat
Allama Iqbal
Nazm
ram
labrez hai sharaab-e-haqiiqat se jaam-e-hind
sab falsafii hai.n KHitta-e-maGrib ke raam-e-hind
Allama Iqbal
Nazm
ai ishq kahin le chal
maGrib kii havaa.o.n se aavaaz sii aatii hai
aur ham ko samundar ke us paar bulaatii hai
Akhtar Shirani
Nazm
apni jang rahegi
maGrib ke chehre par yaaro apne KHuun kii laalii hai
lekin ab us ke suuraj kii naav Duubne vaalii hai
Habib Jalib
Nazm
hindostan
hai is ke dam se garmii-e-ha.ngaama-e-jahaa.n
maGrib kii saarii raunaq isii ik dukaa.n se hai
Zafar Ali Khan
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ubhar rahe hai.n fazaa.o.n me.n ahmarii.n parcham
kinaare mashriq-o-maGrib ke milne vaale hai.n