SEARCH RESULTS
Showing search results for "nachaanaa"
Nazm MATCHES FOR "nachaanaa"
Nazm
muhasara
vagarna ab ke nishaana kamaan-daaro.n kaa
bas ek tum ho so Gairat ko raah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
kyuu.n mujh ko banaate ho ta.assub kaa nishaana
Iqbal Ashhar
Nazm
aadmi-nama
ranDii bhii aadmii hii nachaate hai.n gat lagaa
aur aadmii hii naache hai.n aur dekh phir mazaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tu mera hai
terii aa.nkh ke aa.nsuu mere
tere labo.n pe naachne vaalii ye maa'suum ha.nsii bhii merii
Aanis Moin
Nazm
aurat
baazaar hai vo ab tak jis me.n tujhe nachvaayaa
diivaar hai vo ab tak jis me.n tujhe chunvaayaa
Habib Jalib
Nazm
hallucination
vahaa.n par ek saaya naachtaa hai
jahaa.n bhii pair dhartaa hai vahaa.n par
Ammar Iqbal
Nazm
muflisi
aur us ko u.ngliyo.n pe nachaatii hai muflisii
us kaa to dil Thikaane nahii.n bhaav kyaa bataa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
nazrana
kyaa kamii hai jo karogii miraa nazraana qubuul
chaahne vaale bahut, chaah ke afsaane bahut
Kaifi Azmi
Nazm
pandrah august
hai va.ada KHud se nibhaanaa hame.n agar apnaa
to kaarvaa.n nahii.n ruk paa.e bhuul kar apnaa
Javed Akhtar
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
yaad-e-aligarh
har ik dil vahaa.n thaa nazar kaa nishaana
bahut yaad aataa hai guzraa zamaana
Aabidullah Ghazi
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!