SEARCH RESULTS
Showing search results for "parcham"
Nazm MATCHES FOR "parcham"
Nazm
hum gunahgar aurten
ye ham gunahgaar aurte.n hai.n
ki sach kaa parcham uThaa ke nikle.n
Kishwar Naheed
Nazm
mazduron ka git
jis samt ba.Dhaa dete hai.n qadam
jhuk jaate hai.n shaaho.n ke parcham
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mujhe sochne de
nau-e-insaa.n me.n ye sarmaaya o mehnat kaa tazaad
amn o tahziib ke parcham tale qaumo.n kaa fasaad
Sahir Ludhianvi
Nazm
eid
vo jin ke haath me.n rahtaa hai parcham-e-insaa.n
hu.e hai.n un ke sab afkaar-e-amn ab uryaa.n
Shifa Kajgavnwi
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
jis zamii.n par bhii khilaa mere lahuu kaa parcham
lahlahaataa hai vahaa.n arz-e-filistii.n kaa alam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aalam kitne
kitne maatho.n ke abhii sard hai.n ra.ngiin gulaab
gard afshaa.n hai.n abhii gesu-e-pur-KHam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
murda-dilii kaa jhanDaa phe.nko zamiin par tum
zinda-dilii kaa har-suu parcham u.Daa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
KHatm hui barish-e-sang
KHaak-e-rah aaj liye hai lab-e-dildaar kaa ra.ng
kuu-e-jaanaa.n me.n khulaa mere lahuu kaa parcham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
fareb
phuuTne vaalii hai mazduur ke maathe se kiran
surKH parcham ufuq-e-sub.h pe lahraate hai.n