SEARCH RESULTS
Showing search results for "نامۂ_دل_دار"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "نامۂ_دل_دار"
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
qaasid hai.n hamii.n aur hamii.n kaatib-e-naama
dil-daar hamii.n naama-e-dildaar hamii.n hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
pahu.nchaa hai aaj naama-e-dildaar to hame.n
kyaa kyaa hu.aa hai zeb-e-raqam kuchh na puuchhiye
Sahir Siyalkoti
Ghazal
zanjiira-e-har-satr hai zanjiir ke maanind
dil naama-e-dildaar kii tahriir se uljhaa
Nawab Nazeer Al-Daula
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "نامۂ_دل_دار"
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii dil kaa KHariidaar na paayaa
sab dekhe dil-aazaar hii dildaar na paayaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
dahr me.n tere farebo.n se ai shoKH ayyaar
kam ko.ii hogaa na dil jis kaa daGaa paavegaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
gul dil-figaar o laala hu.aa Gam se daaGdaar
jaise ki tere haatho.n pe rang-e-hinaa hu.aa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
naama dildaar tak nahii.n pahu.nchaa
haal-e-dil yaar tak nahii.n pahu.nchaa