SEARCH RESULTS
Showing search results for "نہر"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "نہر"
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii
Ibn e Insha
PAGE MATCHES FOR "نہر"
MORE MATCHES FOR "نہر"
Marsiya
zarre nahii.n zamii.n pe sitaare chamakte hai.n
hai aab-e-nahr suurat-e-aa.iina jalva-gar
Meer Anees
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii taqviim me.n asr-e-ravaa.n ke sivaa
aur zamaane bhii hai.n jin kaa nahii.n ko.ii naam
Allama Iqbal
Ghazal
itfaa-e-naar-e-ishq na ho aab-e-ashk se
ye aag vo nahii.n jise paanii bujhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
ashk-e-ravaa.n kii nahr hai aur ham hai.n dosto
us bevafaa kaa shahr hai aur ham hai.n dosto