SEARCH RESULTS
Showing search results for "रद्द-ओ-बदल"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "रद्द-ओ-बदल"
Sher
ha.ngaam-e-vasl radd-o-badal mujh se hai abas
niklegaa kuchh na kaam nahii.n aur haa.n se aaj
Amanat Lakhnavi
Ghazal
lamhe lamhe kii har ik radd-o-badal kaa marsiya
kyaa hame.n kahnaa pa.Degaa ab Gazal kaa marsiya
Shahid Jamal
Ghazal
hote rahe hai.n radd-o-badal is zamiin par
khanDar bhii ban ga.e hai.n mahal is zamiin par
V. C. Rai Naya
MORE MATCHES FOR "रद्द-ओ-बदल"
Ghazal
Tafzeel Ahmad
Ghazal
mai.n vahaa.n kaise haqiiqat ko salaamat rakkhuu.n
jis jagah radd-o-badal ho ga.e afsaane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
ab to naadaan tabii'at ko sa.nbhaalo 'faisal'
apne haalaat bhii ab radd-o-badal chaahte hai.n
Faisal Qadri Gunnauri
Nazm
naya trend
aur photocopy kii qiimato.n me.n radd-o-badal se
zindagii aur KHvaahish-e-zindagii ke
Tauheed Zeb
Ghazal
ek muddat se mai.n mahbuus huu.n apne andar
dam ghuTaa jaataa hai kuchh radd-o-badal chaahiye hai
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
azal se hijrat mire muqaddar me.n likhne vaale
to kyaa kahaanii me.n ko.ii radd-o-badal nahii.n hai
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
maal jab us ne bahut radd-o-badal me.n maaraa
ham ne dil apnaa uThaa apnii baGal me.n maaraa