SEARCH RESULTS
Showing search results for "dikhe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dikhe"
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Sher
kabhii to chau.nk ke dekhe ko.ii hamaarii taraf
kisii kii aa.nkh me.n ham ko bhii intizaar dikhe
Gulzar
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "dikhe"
MORE MATCHES FOR "dikhe"
Ghazal
namaaz eid kii pa.Dh kar mai.n Dhuu.nDhtaa hii rahaa
kahii.n dikhe ko.ii apnaa gale lagaanaa hai
Syed Sarosh Asif
Hindi Ghazal
dikhe jo paa.o.n ke taaza nishaan sahraa me.n
to yaad aa.e hai.n taalaab ke ka.nval logo
Dushyant Kumar
Ghazal
ghaTaa chhaTe to dikhe chaa.nd bhii sitaare bhii
jo tum haTo to kisii aur par nazar jaa.e