SEARCH RESULTS
Showing search results for "fasaad-o-fitna"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "fasaad-o-fitna"
Ghazal
mai.n sulh-o-amn kaa shaidaa.ii huu.n mire rahbar
fasaad-o-fitna pe tuu kyuu.n ubhaartaa hai mujhe
Mahendra Partap Chand
Ghazal
zabaan-e-shiirii.n dilo.n me.n fasaad-o-fitna-o-shar
ki baaz aa.e mohabbat kii guftuguu se ham
Dr. Naresh
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "fasaad-o-fitna"
MORE MATCHES FOR "fasaad-o-fitna"
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham barq-o-sharar ko kabhii KHaatir me.n na laa.e
us fitna-e-dauraa.n ko magar dekh na paa.e
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kyaa tuu ne mujh ko ai falak-e-fitna-gar diyaa
maashuuq ik diyaa thaa so apnaa saa kar diyaa
Mirza Rahimuddin Haya
Ghazal
phir ye fasaad-e-firqa-o-maslak hai kis liye
tuu aur mai.n to ek hai.n apnii asaas me.n
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
fasaad-e-mausam-e-barq-o-sharar guzar jaa.e
to miir-e-sub.h-e-daraKHshaa.n hai.n aap bhii ham bhii
Mohsin Ehsan
Ghazal
pasand hai hame.n shorish fasaad-e-gird-o-navaah
agar ho shahr mo.attal to nii.nd aatii hai
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
mai.n hii bantaa huu.n fasaad-e-aab-o-gil kaa har sabab
kis qadar nuqsaan meraa mere hone se hu.aa
Javed Shaheen
Nazm
andesha
ye kis ne baada-e-hastii me.n zahr gholaa hai
fasaad-o-qahr-o-tabaahii kaa baab kholaa hai
Natiq Azmi
Qita
agarche ye jahaan-e-ra.ng-o-buu hai
magar har suu fasaad-e-mai.n-o-tuu hai
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
fasaad-e-qalb-o-nazar haasil-e-tamaashaa dekh
savaar-e-markab-e-duniyaa Gubaar-e-duniyaa dekh