SEARCH RESULTS
Showing search results for "kufr"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kufr"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ab is ko kufr maane.n yaa bulandii-e-nazar jaane.n
KHudaa-e-do-jahaa.n ko de ke ham insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kufr"
Nazm
dua
jin kaa dii.n pairvi-e-kizb-o-riyaa hai un ko
himmat-e-kufr mile jur.at-e-tahqiiq mile
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kahaa.n tuu 'KHumaar' aur kahaa.n kufr tauba
tujhe paarsaa.o.n ne bahkaa diyaa hai
Khumar Barabankavi
Sher
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaaste
har ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
is kufr-e-ishq se mujhe kyuu.n rokte ho tum
iimaan vaalo meraa hii iimaan jaa.egaa