SEARCH RESULTS
Showing search results for "kufr"
Ghazal MATCHES FOR "kufr"
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ab is ko kufr maane.n yaa bulandii-e-nazar jaane.n
KHudaa-e-do-jahaa.n ko de ke ham insaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
iimaan jaaniye ki ise kufr jaaniye
mai.n sar jhukaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
kyuu.n kufr hai diidaar-e-sanam hazrat-e-vaa.iz
allaah dikhaataa hai bashar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
kahaa.n tuu 'KHumaar' aur kahaa.n kufr tauba
tujhe paarsaa.o.n ne bahkaa diyaa hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
agar ho ishq to hai kufr bhii musalmaanii
na ho to mard-e-musalmaa.n bhii kaafir o zindiiq
Allama Iqbal
Ghazal
shikva hai kufr ahl-e-mohabbat ke vaaste
har ik jafaa-e-dost pe shukraana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
is kufr-e-ishq se mujhe kyuu.n rokte ho tum
iimaan vaalo meraa hii iimaan jaa.egaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
jurm hai terii galii se sar jhukaa kar lauTnaa
kufr hai pathraav se ghabraanaa tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
us but ke pujaarii hai.n musalmaan hazaaro.n
big.De hai.n isii kufr me.n iimaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
jurm hai terii galii se sar jhukaa kar lauTnaa
kufr hai pathraav se ghabraanaa tere shahr me.n
Kaifi Azmi
Ghazal
tuu miraa kufr bhii hai tuu miraa iimaan bhii hai
tuu ne luuTaa hai mujhe tuu ne basaayaa hai mujhe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kufr o iimaa.n ke sivaa bhii kuchh manaazir aur hai.n
un ke har andaaz par iimaan laate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
kyaa ab bhii mujh pe farz nahii.n dostii-e-kufr
vo zid se merii dushman-e-islaam ho gayaa